Yeh Dua Hay Hamari

Kya hua agar tum hamay mil na saky,
Kya hua ke tumhare dil mein aur koi bas gya,
Sada hum cahenge khushi tumhari,
Marte marte b ye kahenge sada khush raho ye dua hay hamari.