woh jab chalti hai

Woh jab chalti hai to raahon me 100-100 ke note bicha deta hoon,

Or uske janay k baad who sab note Utha leta hoon

Wah Wah !! Wah ! Wah !!!

Hum to Aanso hain

Hum soraj nahe jo dhal jayengay,

Hum waqt nahe jo guzar jayengay,

Hum mosam nahi jo badal jayengay,

Hum to aanso hain jo Khushi aur Ghum donon may nazar aayengay

Humain b Had Hai

Har nazar ko 1 nigah ka haq hai,

Har rooh ko 1 aah ka haq hai,

Hum bhi dil leke aaye hai is duniya me,

Hume bhi Gunah-E-Ishq karne ka Haq hai

Hum Purane ho gaye

Deewane ho gaye hum jinki yaad me, Wo hum hi se begane ho gaye, Shayad unhe talash hai ab naye yaar me pyar

ki, Kyunki unki nazar me ab hum purane ho gaye…

Kuch nahi karta

Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
Marne wale ke saath har koi nahi marta
Arey… Marne ki baat to door rahi
Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi karta

Oscar Award

Jab bhi kanjusi ka oscar ka nomination aayega,
Tera naam bhi usme zarur aayega,
Agar ye padkar bhi tune reply nahi kiya,
To pehla prize bhi tujhe mil jaayega

Busy na rahna

Khuvabo me aayenge hum sms ki trah.
Dil me bus jayege hum ringtone ki trah.
Pyar hamara kbhi kum na hoga balance ki trah.
Par tum busy na rehena network ki trah.

Jannat main Bangla

Kya leker aye the..?
Kya leker jaoge..?
Mujhe sms nahi kar ke kitne paise bachaoge?
Itne paise bachaker kya… JANNAT mein bangla banaoge ?

Din main aik bar yaad karna

Khushi se, dil ko aabad karna
Aur gham ko dil se azad Karna
Hamari bus itni gujarish hai ke
Hame bhi din mein ek bar yaad karna.

Dost Tu bhi likha Kar shairi

Ae Dost Tu bhi likha Kar shairi
Meri tarah Tera Bhi naam hojaega
Jub Tujh pe bhi parenge Andey Aur Tamatar
To shaam ki Sabzi ka Intzaam hojaega