Meray Pyar ki Qadar

Na thi Jisko mere Pyar ki qadar,

Itefaq say ussi ko chah rahay thay hum,

Ussi Diya nay jalaya hamaray hatoun ko,

Jisko Hawa say bacha rahay thay hum.

Yeh Dua Hay Hamari

Kya hua agar tum hamay mil na saky,
Kya hua ke tumhare dil mein aur koi bas gya,
Sada hum cahenge khushi tumhari,
Marte marte b ye kahenge sada khush raho ye dua hay hamari.

Murga Sardar tha

A Sardar went 2 hotel, ordered chiken, Waiter comes with the order.

Surdar:Murgi di taang kithe hai?

Waiter:Woh langra tha.

Surdar: Dil?

Waiter:Dil murgi le gayee.

Surdar: Dimaag?

Waiter: Murga SARDAR tha

Mom to pehcana kaysay?

Mom kya aapne mujhe paida hone se pehle dekha tha ??
Mom: Nahi to !
Kid: To phir paida hone ke baad aapne mujhe pehchana kaise ???